Wednesday, February 26, 2014

Ma waile omar la zama ba shi ta


Ma waile omar la zama ba shi ta
Naom khabr 6 bewafa ba shi ta
Na sa gonah na sa khata me kari
Da mi Qasor di 6 wafa mi kari
6 zra di na o nu khandal di wali
mata pa sha sha rakatl di wali
6 di mayan kam os badlige wali
Da khapl iqrar na rosto kege wali
6 Ghariby na mi khabr sho AShna
sok 6 gherat o pokhto na pijani
Agha Qemat da meni sa pijani
pa ta mayan shoma Ghalti mi okra
sta pejandlo ki tadi mi okra.

Tuesday, February 25, 2014

Mujh Se Ab Aur Tamaasha...


Mujh Se Ab Aur Tamaasha Ho Nahi Sakta,
Lay Jaa, Yeh Dikhaaway Ki Hansi Bhi Aa Kr.!

Sunday, February 23, 2014

Nishta Yo Awaaz Raapasy Biya Hum Shaa Ta Gorama, Pashto Ghazal, Pashto Heart Touching Ghazal, Sadest Ghazal, Khatir Afridi Ghazal,


Nishta Yo Awaaz Raapasy Biya Hum Shaa Ta Gorama
Khuday Khabar Da Chaa Pa Intizaar Yam Chaa Ta Gorama,
Ay Zama Qismata Da De Charta Odrawaly Yam
Ghaig Warkam Ka Oo'Takhtam Da Jwand Balaa Ta Gorama,
Har Saba Che Raashi, Da Bega Umeed Me OwaJni
Bia Hum Da Bega Khawro K Naast Sabaa Ta Gorama,
Gora Che Pa Dumra Khud Gharaza Zamana K Hum
Sta Raza ta Gorama Za Sta Razaa ta Gorama,
Graana Dair De Kha Okrro Che Dair Dair De Ruswa Krrama
Za "khatir" PukhtOOn Yam Za Ba Sta Hayaa Ta Gorama.

Thursday, February 20, 2014

Hum Ne Maana Kay Taghaful Na Kro Gay Lakin...

Hum Ne Maana Kay Taghaful Na Kro Gay Lakin,
Khaak Ho Jaayein Ge Hum Tum Ko Khabar Honay Tak.!

Chalo Yeh Zindagi Ab Hum Tumhary Naam Karty Hain..

Chalo Yeh Zindagi Ab Hum Tumhary Naam Karty Hain,
Sunna Ha Be-Wafa Ki, Be-Wafa Sey Khoob Banti ha..!

Haal Ha Ik Ajab Faraaghat Ka...

Haal Ha Ik Ajab Faraaghat Ka,
Apna Hr Gham Mana Chuka Hun Main.!

Sabab ronay ka wo poochain to...

Sabab ronay ka wo poochain to itna kehna qaasid,
Mujhay hansna nahi aata, Jahan pr tm nahi hotay..!

Khuda Karay salaamat rahay

Khuda Karay salaamat rahay kisi dua ki trha,
Ik tu aur doosra muskaraana tera..!

Mujh pe pathar uchaalnay walay

Mujh pe pathar uchaalnay walay,
Aik baaqi ha tere seenay main.!

Mohabbat Jheeel Si Ha...

Mohabbat Jheeel Si Ha,
Naa Jaanay Kitni Gehri Ha.!

Hanstay Huay Chehron Ko

Hanstay Huay Chehron Ko Ghamon Se Aazad Na Samjho,
Hazaaron Gham Chupay Hotay Hain Halki Si Muskaan Main.!

Jaanay Waalay Manzilon Ko

Jaanay Waalay Manzilon ko jaatay jaatay keh gaye,
Tum raastay ki dhool thay, So raastay main reh gaye.!

Qudrat Kay Haseen Manzar Main

Qudrat Kay Is Haseen Manzar Main,
Mere Yaar Ka Bhi Shumaar Hota Ha.!


Tum Ne Chorra Jab Se Aansoo Ponchna

Tum Ne Chorra Jab Se Aansoo Ponchna,
Hum Ko Ronay Ka Mazza Aata Nahi..!

Kitni Dilkash Ha Khamoshi Teri

Kitni Dilkash Ha Khamoshi Teri,
Meri Saari Baatain Fazool Hon Jesay.!

Main Apnay Aap Say Ghabra Gia Hun...

Main Apnay Aap Say Ghabra Gia Hun,
Aay Zindagi Mujhay Deewana Kr Dey.!

Kayi Roug De Gayi Ha

Kayi Roug Dey Gayi Ha,
Naaye Mousam Ki Baarish,
Mujhay Yaad Aa Rahay Hain,
Mujhay Bhool Jaanay Waalay..!

Khaowri Eeri, Pashto Poetry, Pashto Sad Poetry, Pashto heart Touching Poetry, Ghamgeena Shairy,

Khaowri eri darpasi za  yam
Khaowri me zrrah sha che pa ta mainedama

Tuesday, February 18, 2014

Ma kho darta wail sirf shondo na maza wakhla, Pashto Romantic Poetry, Pashto Hot Lines Poetry, Pashto Best Poetry, Romantic Poetry,


Ma kho darta wail sirf shondo na maza wakhla
Ta kho warta shaikha tola zana londa karri da.

Alamgir Khan


Khalaq wai che lewane dy pa ghoroor ki salam na akhli
Che khpal zaan dachana heer shi nu jahan pake la sa dy.

Ay Zargiya Khukuli Yaar Kho Nan Khandal Na, Pashto Romantic Poetry, Romantic But Sad Pashto Poetry,


Ay Zargiya Khukuli Yaar Kho Nan Khandal Na
Stargi Tetti Bal Ye Porta RaKatal Na
Pa Nazar Sho Ka Da Sa Warbandi Wosho
Swal Zari Aw Minatona Ye Manal Na
Isharo Ki Ye Bas Dumra Rata Owel
Ma Pa Meena Ba De Nor Sook Khabrawal Na
Pa Adab Aw Ihteram Me Jawab Warkro
Patawal Me Sta Dardona Patedal Na.

Tasawar de somra khog dy, Pasahto New Poetry, Heart Touching Pashto Poetry, Latest Pashto Poetry,


Tasawar de somra khog dy
za che tata pa kato sham

Sta wisal ta intezar k
Ghaly ghly pa salgo sham

Sta daa khkuly muskai stargy
Che raa-gori nu heraan yam

Che da zan sra khandigam
pa misal da lewano sham

Na bal sta pa shanty venam
Na ba bal dasy peda shi

Pa qismat bandy khushal yam
Za Allah ta pa sajdo sham.

Saturday, February 15, 2014

Chup chup Se Na Raha Karo, Urdu Heart Touching Poetry, Urdu Poetry, Romantic but Sadest Poetry,


Suno!!!
Chup chup Se Na Raha Karo
Yoon Wehm Sa Ho Jata Hai,
Kahin Khafa To Nahi Ho
Kahin Udas To Nahi Ho.
Tum Boltay Achay Lagtay Ho
Tum Dant'tay Achay Lagty Ho,
Kabhi Shararat Se, Kabhi Ghussay Se
Tum Hanstay Achay Lagtay Ho.
Suno!!!
Chup Chaap Se Na Raha Karo
TUM BOLTAY ACHAY LAGTAY HO.

Her shay ka soda hota hai, Urdu Ghazal, Urdu Heart Touching Ghazal, Latest Ghazal, Urdu Poetry,


Her shay ka soda hota hai
Her cheez bikao hoti hai
Her fard yahan per taajir hai
Her waqt tijaarat hoti hai
Tum aap he apnay daam kaho
Chup kr nahi sar-e-aam kaho
Kiya lo gay apni yaari ka
Kiya lo gay tum dildaari ka
Gham-khwaar bano gay kitnay main
Tum pyaar karo gay kitnay main
Sub jazbay meray naam karo
Hum naam tum apna daam kaho
Per daam chukanay ki khaatir
Hum apna daftar kholein to
Hum apni jaib tatolein to
Bus pyaar milay ga thora sa
Azaar milay ga thora sa
Ye sikkay yahan kab chaltay hen
Kiya udhaar milay ga thora sa
Ye dunya be-atebaari ki
Ye arz hai her beopaari ki
Chal chor tamana jazbon ki
Bus soday he dekh ayen hum
Hum khaali hath he aye thay
Chal khaali hath he jayen hum.

Urdu Poetry, Urdu Best Poetry, Heart Touching Poetry, Urdu New Poetry, Sadest Urdu Poetry, Sad Poetry,


Main Ny Jis Saakh Ko Pholon Sy Sajaya Tha Bohut, 
Meray Seenay Main Usi Shaakh Ka Kaanta Utra

Friday, February 14, 2014

Thursday, February 13, 2014

Kabhi Aansu Chupa Chupa K Roye, Heart Touching Ghazal, Best Heart touching Poetry, Heart Touching Poetry, Heart Touching Love Poetry,


Kabhi Aansu Chupa Chupa K Roye
Kabhi Daastan-e-Gham suna Suna K Roye
Raat Katti Hai intzar-e-yaar Me
Hum Raat Bhar Taaron Ko Jaga Jaga K Roye
Phir Wo N Aaye Raat Ka Wada Kar K
HUm Tamam Raat Shama Jala Jala K Roye
Aaj Raat Un K Aane Ki Umeed thi Humen
Wo N Aaye Hum Ghar Ko Saja Saja K Roye
Suna Hai “WASI” Dua Se Hoti Hai Murad Poori
Hum Saari Raat Haath Utha Utha k Roye.

Mohabbat Zaat Ke Ander, Best Heart touching Poetry, Heart Touching Ghazal, Urdu Ghazal, Urdu Best Poetry, Urdu Poetry,


Mohabbat Zaat Ke Ander Koi Guum Zaat Hoti Hai
Mohabbat Ke Ta’qub Mein Hamesha Ghaat Hoti Hai
Mohabbat Mein Khushi Se Mout Ko Ham Orh Laitay Hain
Zara Socho Ke Is Mein Aisi Koi Baat Hoti Hai
Mohabbat Shehaid Mei Lipta Howa Ik Zeher Hai Laikin
Mohabbt Jeet Hoti Hai, Mohabbat Maat Hoti Hai
Mohabbat Khud Zamana Ho Ke Bhee Hai MosmoN Jaisi
Kubhi Ye Subaah Hoti Hai, Kubhi Ye Raat Hoti Hai
Mohabbat Aisi Khushbu Hai Kubhi Yukjaa Nahee Rehti
Ksi Se Door Hoti Hai,Ksi Ke Paas Hoti Hai
Mohabbat Jis Ko Haasil Ho Muqaddar Ka Sikander Wo
Mohabbat Rab Ki Jaanib Se HaseeN Sogaat Hoti Hai.

Mohabbat ki tabiyat mein, Sadest Urdu Poetry, Urdu Best Poetry, Urdu Poetry, Heart Touching Ghazal, Heart Touching Poetry,


Mohabbat ki tabiyat mein agarcha gham nahin hota
Magar hadsha judai ka ghamon se kam nahin hota

Koi jugnu koi tara kahin se dhond kar lao
Gharon ko phoonk dene se andhera kam nahin hota

Mohabbat karne waley tou hamesha sath rehta hain
Mohabbat mein judai ka koi mausam nahin hota

Mujhe chor kar khud bhi sari umar tum tarpey ho
Koi aesi saza dete tumhe tou gham nahin hota

Zameen walo se yeh keh kar dhal geya sooraj
Ujala baant dene se ujala kam nahin hota

Wednesday, February 12, 2014

Tujhe Roz Dekhun Qareeb Se, Romantic Urdu Poetry, Urdu Best Poetry, Urdu Poetry, Urdu Ghazal,


Tujhe Roz Dekhun Qareeb Se
Mery Shouq Bhi Hyn Ajeeb Se
Mein ny Mangna Hy Tujhi Ko Bas
Apny RAB-e- HABIB Se
Meri Aankh Mein Bhi Hy Aajzi
Mery Khwab Bhi Hain Ghareeb Se
Mery Sab Dukhon Ki DawA Ho Tum
Miley Kya Sakoon Phir Tabeeb Se
Mein Bht Khush Hun Jorr k
Naseeb Apna Tery Naseeb Se.

Lehja e yaar main zehar hay, Urdu Poetry, Heart Touching Poetry,

Lehja e yaar main zehar hay bichu ki tarah
Wo mujhay aap bhi  kehta hay magar Tu ki tarah

Mohabbat main jukhna, mohabbat Poetry, Romantic Poetry, Romantic Urdu Poetry, Romantic Picture, Romantic Picture Poetry,

Mohabbat main jukhna koi ajeeb baat nahi 
Chamakta suraj bhi tu dhal jata hay chaand k liye

Sunday, February 9, 2014

Saturday, February 8, 2014

Alamgir Khan, Alamgir Khan Pictures, Alamgir Khan Muree Pictures, Alamgir Khan Marghuz,


Snow, Snow, Gently Drifting to the Ground
For when winter comes, snow will come as well
Snow is the messenger of winter
From skiing to toboganning to making snowballs,

Snow, snow gently drifting to the ground
Falling in the form of unique white snowflakes
A pure natural blanket, Sparkling under the sun,

Snow, snow, gently drifting to the ground
TREASURE THIS GIFT BEFORE IT MELTS.


Alamgir, Alamgir Khan, Alamgir Khan Pictures, Alamgir Khan Muree Pictures,
Alamgir Khan Marghuz, Marghuz,

Snow is falling, Alamgir Khan, Alamgir Khan Pictures, Alamgir Khan Muree Pictures, Alamgir Khan Marghuz,


Snow is falling
From the sky above
Snow is falling
Put on scarf and glove

Snow is falling
Go look outside
Snow is falling
The old landscape it hide

Snow is falling
What a beautiful sight
Snow is falling
It sparkles in the light

Snow is falling
Soft cotton wool flakes
Snow is falling
A white blanket it makes

Snow is falling
Short flowers disappear
Snow is falling
The cold is here

Snow is falling
Its time to play
Snow is falling
Lets make snowmen today.


Alamgir, Alamgir Khan, Alamgir Khan Pictures, Alamgir Khan Muree Pictures,
Alamgir Khan Marghuz, Marghuz,

The snowfall is so silent, Alamgir Khan, Alamgir Khan Pictures, Alamgir Khan Muree Pictures, Alamgir Khan Marghuz,


The snowfall is so silent,
so slow, bit by bit,
with delicacy it settles down
on the earth and covers over the fields
The silent snow comes down white and weightless
snowfall makes no noise, falls as forgetting falls
flake after flake. It covers the fields gently
while frost attacks them with its sudden flashes of white
covers everything with its pure and silent covering
not one thing on the ground anywhere escapes it
And wherever it falls it stays, content and gay
for snow does not slip off as rain does
but it stays and sinks in. The flakes are skyflowers
pale lilies from the clouds, that wither on earth
They come down blossoming but then so quickly they are gone
they bloom only on the peak, above the mountains
and make the earth feel heavier when they die inside
Snow, delicate snow, that falls with such lightness
on the head on the feelings, come and cover over
the sadness that lies always in my reason.


Alamgir, Alamgir Khan, Alamgir Khan Pictures, Alamgir Khan Muree Pictures,
Alamgir Khan Marghuz, Marghuz,

Thursday, February 6, 2014

Ae Barish Waha Bhars, Bharish Poetry, Barish Sad Poetry, Sad Poetry of Barish,

Ae Barish waha bhars jaha tastay hain tujh ko log
Mere Dil ka aangan Aansou se sairab rehta hay .

Da neemi lari yarani bandi di oor olagi

Da neemi lari yarani bandi di oor olagi
Tar khpal matlaba zamani bandi ti oor olagi

Baghair la ta na ka bal cha ta ashna wayama
Zama da zrra pa darwazi bandi di oor olagi.

Mohabbat Karni Ha To Khuda Se Karo...

Mohabbat Karni Ha To Khuda Se Karo Faraz,
Matti K Khilono Se Kabhi Wafa Nahi Milti.!

Piyar ki kahani mein....

Piyar ki kahani mein such ager mily to,
Umer baandh leti hein larkiyan wafaon sy.!

Ajj Koi Neya Zakham Nahi Dia Us Ne..

Ajj Koi Neya Zakham Nahi Dia Us Ne,
Qaasid! Pata karo Wo Theak Toh Ha..!

Tarq-e-Taluq Se Kiya Hua Haasil..

Tarq-e-Taluq Sey Kiya Hua Haasil,
Tab Bhi Chahtay Thay Ab Bhi Chahtay Hain.!

Kissi ki jaaan jaati hai...


Khuda ki shaan wo mera tarrapna dil lagi samjhe,
Kissi ki jaaan jaati hai, kisi ka dil behelta hai..!

Ab Usay Roz Na Sochun To...

Ab Usay Roz Na Sochun To Badan Toot-ta Ha Faraz,
Ik Umer Ho Gayi Us Ki Yaad Ka Nasha Kartay Kartay.!