Tum ne to thuk ke dusht main haimay laga liye
tanha katay kisi ka safer tum ko is se kia?
Thursday, March 27, 2008
ik Shair(4)
Maroo jaan se koi ghum nahien, per yeah saza mut do
ke hamaray samnay beth ker hum ko tum ajnabi se lago
ke hamaray samnay beth ker hum ko tum ajnabi se lago
Friday, March 14, 2008
Bahar Ayee
Bahar Ayee
to jaisay yuk bar lot aye hain phir adum se
wo khawab saray shabab saray
jo tairay hontoon pe mur mittay thay
jo mit ke her bar phir jiye thay
nikher gay hain gulab saray
jo tairy yadoon se mushkboo hain
jo tairay Ashak ka laho hain
bahar ayee
ubhal paray hain azab saray
malal-e-ehbay-e-dostan bhi
tumhary aghosh-e-mehvashan bhi
ghubaar-e-khatir ke baab saray
tairay humaray sawal saray jawab saray
bahar ayee
to khul gay hain
naye siray se hisab saray
naye siray se hisab saray
bahar ayee
bahar ayee
to jaisay yuk bar lot aye hain phir adum se
wo khawab saray shabab saray
jo tairay hontoon pe mur mittay thay
jo mit ke her bar phir jiye thay
nikher gay hain gulab saray
jo tairy yadoon se mushkboo hain
jo tairay Ashak ka laho hain
bahar ayee
ubhal paray hain azab saray
malal-e-ehbay-e-dostan bhi
tumhary aghosh-e-mehvashan bhi
ghubaar-e-khatir ke baab saray
tairay humaray sawal saray jawab saray
bahar ayee
to khul gay hain
naye siray se hisab saray
naye siray se hisab saray
bahar ayee
bahar ayee
Subscribe to:
Posts (Atom)